Ghulam Ali — Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai letra e tradução

A página contém a letra e a tradução em português da música "Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai" de Ghulam Ali.

Letra

din mein kab socha karte thay so’en gay hum raat kahan
ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
kab thay taiz-rawi per nadaan ub manzil per tanha hein
soch rahe hein in hathon se choota tha wo haath kahan
kia tum ne unko dekha hai kia unse baatein kii hein
tum ko kia samjha’en yaaro khayi hum ne maat kahan
barso baad mile hum unse dono thay sharminda se dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan
din mein kab socha karte thay so’en gay hum raat kahan
ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan

Tradução da letra

din mein Kab socha karte thay so'en gay hum raat kahan
ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
kab thay taiz-rawi per nadaan ub manzil per tanha hein
soch rahe hein in hathon se choota tha wo haath kahan
kia tum ne unko Dekha hai kia usse baatein kii hein
tum ko kia samjha'en yaaro khayi hum ne maat kahan
barso baad milha hum unse dono thay sharminda se dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan
din mein Kab socha karte thay so'en gay hum raat kahan
ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan